Ya Sub Tumhara Karam Hai Aaqa by Hafiz Tahir Qadri
Lyrics
Ya nabi Ya nabi Ya nabi Ya nabi
Ya nabi Ya nabi Ya nabi Ya nabi
Koi salika hai aarzo ka
Na bandagi meri bandagi hai
Ye sab tumhara karam hai aaqa
Ke baat ab tak bani huee hai
Ye sab tumhara karam hai aaqa
Aata kiya mujhko dard-e-ulfat
Kaha thi ye khur khata ki kishmat
Mai iss karam ke kaha tha kabil
Huzoor ki banda parwari hai
Ye sab tumhara karam hai aaqa
Ke baat ab tak bani huee hai
Ye sab tumhara karam hai aaqa
Iss karam ka karu sukre kaise aada
Jo karam mujhpe mere nabi kar diya
Mai sajata hoo sarkaar ki mahefile
Mujhko har gam se rab ne bariii kar diya
Zikre sarkar ki hai badi barkate
Milgai rahaate azmate rifate
Koi siddik faroq ussma hue
Aur kisiko nabi ne ali kardiya
Tajilliyon ke kafeil tum ho
Murade kalbe khalil tum ho
Khuda ki raushan dalil tum hoo
Ye sab tumhari hi raushini hai
Ye sab tumhara karam hai aaqa
Ke baat ab tak bani huee hai
Ye sab tumhara karam hai aaqa
Kisika ahe-shan qq uthaee
Kisiko haa-laat qq bataee
Tumhi se maangenge tumhi doge
Tumhare hi dar se lau lagi hai
Ye sab tumhara karam hai aaqa
Ke baat ab tak bani huee hai
Ye sab tumhara karam hai aaqa
Aamal ki mere asaas kya hai
Bajuz nadaamat ke paass kya hai
Rahe salaamat bas aapki nishbat
Mera to bass aashra yehi hai
Ye sab tumhara karam hai aaqa
Ke baat ab tak bani huee hai
Ye sab tumhara karam hai aaqa
Jitna diya sarkaar ne mujheko
Utni meri aukaat nahi
Ye toh karam hai unka warna
Mujhme to aesi baat nahi
Ishq-e-shahe batha se pahele
Mufliso khasta haal tha mai
Naame muhammad ke mai kurba
Ab wo mere haalat nai
Gaur to kar sarkaar ki tujhpar
Kitni khaas inaayat hai
Kaushar to hai inka sana kha
Ye mamuli baat nahi
Tahir tu hai inka sana kha
Ye mamuli baat nahi
Basir kahiye nazir kahiye
Inhe siraje muneer kahiye
Jo sar basar hai kalame rabbi
Wo mere aaqa ki zindagi hai
Ye sab tumhara karam hai aaqa
Ke baat ab tak bani huee hai
Ye sab tumhara karam hai aaqa
Yahi hai khalid aasa se rahemat
Yahi hai khalid binae azmat
Nabi ka irfaan bandagi hai
Nabi ka irfaan zindagi hai
Ye sab tumhara karam hai aaqa
Ke baat ab tak bani huee hai
Ye sab tumhara karam hai aaqa
(25)