Wohi Khuda Hai by Muhammad Hassan Raza Qadri
Lyrics
Koi to hai joo, Nizam-e-hasti
Chala rha hai
Wohi khuda hai
Wohi khuda hai
Wohi khuda hai
Koi to hai joo, Nizam-e-hasti
Chala rha hai
Wohi khuda hai
Koi to hai joo, Nizam-e-hasti
Chala rha hai
Wohi khuda hai
Deekhai bhi jo na de, nazar bhi jo aa raha ha
Wohi khuda hai
Wohi khuda hai
Wohi khuda hai
Wohi khuda hai
Nazar bhi rakhay, samatain bhi
Woh jaan leta hai, neeyatain bhi
Jo khana-e-la-shaur main, jagmaga rha hai
Wohi khuda hai
Wohi khuda hai
Wohi khuda hai
Wohi khuda hai
Talash usko, na kr butoon main
Woh hai badalti hui rutoon main
Jo din ko raat aur raat ko din bana rha hai
Wohi khuda hai
Wohi khuda hai
Wohi khuda hai
Wohi khuda hai
Koi to hai joo, Nizam-e-hasti
Chala rha hai
Wohi khuda hai
Deekhai bhi jo na de, nazar bhi jo aa raha ha
Wohi khuda hai
Wohi khuda hai
Wohi khuda hai
Wohi khuda hai
Allah huma sale aala Muhammad-in
Allah huma sale aala Muhammad-in
Wa aala aalihi, wa sahbi hi, wa sa’lam
Allah huma sale aala Muhammad-in
Wa aala aalihi, wa sahbi hi, wa sa’lam
(1)