Mustafa (S.A.W) Naat lyrics
Titel: Mustafa (S.A.W)
Naat Khawan: Shaz Khan & Sohail Moten
Lyrics
Mustafa (saw) Mustafa (saw)
Mustafa (saw) Mustafa (saw)
Koi misl Mustafa ka
Kabhi tha na hai na hoga
Kisi aur ka ye rutbah
Kabhi tha na hai na hoga
Unhen khalq karke nazan
Hua khud hi dast-e-qudrat
Koi shahkaar aisa
Kabhi tha na hai na hoga
Kisi aur ka ye rutbah
Kabhi tha na hai na hoga
Koi misl Mustafa ka
Kabhi tha na hai na hoga
Kisi aur ka ye rutbah
Kabhi tha na hai na hoga
Kisi weham ne sada di
Koi aap ka mumasil
To ye dil pukar utha hai
Kabhi tha na hai na hoga
Kisi aur ka ye rutbah
Kabhi tha na hai na hoga
Koi misl Mustafa ka
Kabhi tha na hai na hoga
Kisi aur ka ye rutbah
Kabhi tha na hai na hoga
Mere taq-e-jaan me nisbat
Ke charagh jal rahen hain
Mujhe khauf tirgih ka
Kabhi tha na hai na hoga
Kisi aur ka ye rutbah
Kabhi tha na hai na hoga
Koi misl Mustafa ka
Kabhi tha na hai na hoga
Kisi aur ka ye rutbah
Kabhi tha na hai na hoga
Mere daman-e-talab ko
Hai unhin ke dar se nisbat
Kisi aur se ye rishtah
Kabhi tha na hai na hoga
Kisi aur ka ye rutbah
Kabhi tha na hai na hoga
Koi misl Mustafa ka
Kabhi tha na hai na hoga
Kisi aur ka ye rutbah
Kabhi tha na hai na hoga
Main hun waqf naat-e-goi
Kisi aur ka qasidah
Meri shayeri ka hissah
Kabhi tha na hai na hoga
Kisi aur ka ye rutbah
Kabhi tha na hai na hoga
Koi misl Mustafa ka
Kabhi tha na hai na hoga
Kisi aur ka ye rutbah
Kabhi tha na hai na hoga
Mustafa (saw) Mustafa (saw)
Mustafa (saw) Mustafa (saw)
Click here
(22)