Muhammad ﷺ Sa Nhi Koi by Azam Qadri
Lyrics
Mohammad SA nahi koi Zamane bhar mai dhoonda hai Mohammad SA nahi koi
Rasoollun Na kha milkar Fareshton Na kha padkar
Yahi hooron ka nagma hai Mohammad SA nahi koi
Zamane bhar mai dhoonda hai Mohammad SA nahi koi
Sarapa app ka likhnay ko Quran saamne rakha
Khalam Na itna likha hai Mohammad SA nahi koi
Zamane bhar mai dhoonda hai Mohammad SA nahi koi
Dhahan wik book mai likkha hai Nabi ka naam auncha hai
Ya mikal Hart likhata hai Mohammad SA nahi koi
Zamane bhar mai dhoonda hai Mohammad SA nahi koi
chala hai maar khakar Bhi Hazaroo zakham sehi kar Bhai
Bilal – e – habshi khata hai Mohammad SA nahi koi
Zamane bhar mai dhoonda hai Mohammad SA nahi koi
janabay sayyada husnain aur Maula Ali bolay
Nabi jaisa Na dekha hai Mohammad SA nahi koi
Zamane bhar mai dhoonda hai Mohammad SA nahi koi
Abubakro umer osma haider Charun kehtey hai
Koi dunya mai aisa hai Mohammad SA nahi koi
Zamane bhar mai dhoonda hai Mohammad SA nahi koi
Hazarun mahay jabee aaye Badei hi dil nashin aaye
Koi kab unsa aaya hai Mohammad SA nahi koi
Zamane bhar mai dhoonda hai Mohammad SA nahi koi
kiramal katebi aao kitabay Ishq mai lekkho
Gulamo ka ye Nara hai Mohammad SA nahi koi
Zamane bhar mai dhoonda hai Mohammad SA nahi koi
Adab sey sar jukhata hai Anghoti choom leta hai
Aujagar kehta phirta hai Mohammad SA nahi koi
Zamane bhar mai dhoonda hai Mohammad SA nahi koi
Mohammad SA nahi koi Mohammad SA nahi koi
(2)