Dil Se Deewana Dastageer Ka by Farhan Ali Qadri
Lyrics
Dil Se Deewana Hoon Dastagir ka
mushkil pade to yad karo dastagir ko
Baghdad wale Hazrat e peeran E Peer ko
Yehi wo Gaus Hain Murdon ko jilane wale
aur inhen Kahate Hain Mohammad Ke gharane wale
Dil Se Deewana Hoon Dastagir ka
Dil Se Deewana Hoon Dastagir ka ghousul Wara peeran e Peer ka
Ghouse Azam Sab Peero’n ke Peer hain
Dukhiyon ke Data Hain Dastagir hain
Mere Ghouse Azam
Dukhiyon ke Data Hain Dastagir hain
Mere shahe Jila
Dukhiyon ke Data Hain Dastagir hain
Martaba bada hai Bade Peer ka
Ya gausul Wara peeran e Peer ka
Dil Se Deewana Hoon Dastagir ka
Dil Se Deewana Hoon Dastagir ka ghousul Wara peeran e Peer ka
Ek Din dekhiye Dariya pe Hua Unka Guzar
Gam ki Mari Hui Budhiya per padi unki Nazar
Roti Budhiya Nazar Aayee To Wahan thahar Gaye
Unko Jana Tha kahan aur kahan thahar Gaye
Poochha Budhiya se bata Kisne sataya Hai Tujhe
Dukh Diya Dard Diya kisne rulaya Hai Tujhe
Boli Budhiya ke Samundar Mein Barati dube
Jitne Pani mein the Dube Hue Sathi nikale
dubi Jo Kashti Thi woh nikal di
Ek Budhiya ki Qismat Sawar di
Likha pura Ho Gaya taqdeer ka
Ya gausul Wara peeran e Peer ka
Dil Se Deewana Hoon Dastagir ka
Dil Se Deewana Hoon Dastagir ka ghousul Wara peeran e Peer ka
Ek Nazar Meera mohiyuddin kar
Aapka Dard chhodkar jaen Kidhar
Mere shahe Jila
Aapka Dard chhodkar jaen Kidhar
Mere Ghouse Azam
Aapka Dard chhodkar jaen Kidhar
Sadqa de do Sabbaro sabbir ka
Ya gausul Wara peeran e Peer ka
Dil Se Deewana Hoon Dastagir ka
Dil Se Deewana Hoon Dastagir ka ghousul Wara peeran e Peer ka
Shan unke waliyon Mein Hai Benazir
Main bhi hua aaj usi dar ka Fakir
Mere Ghouse Azam
Main bhi hua aaj usi dar ka Fakir
Daman wo Bhar Denge Mujh Garib ka
Ya gausul Wara peeran e Peer ka
Dil Se Deewana Hoon Dastagir ka
Dil Se Deewana Hoon Dastagir ka ghousul Wara peeran e Peer ka
(596)