Balagal ula be kamalehi by Owais Raza Qadri
Lyrics
Balaghal ula bekamalehi Kashafadduja bejamalehi
Balaghal ula bekamalehi Kashafadduja bejamalehi
Hasunat jamiu khisalehi salloo alaihe wa aalehi
Salloo alaihe wa aalehi
Salloo alaihe wa aalehi
Salloo alaihe wa aalehi
Woh kamal e husn e huzoor hai
Ke guman e naqs jahaan naheen
Yahi phool khaar sey dour hai
Yahi shama he keh dhuan naheen
Salloo alaihe wa aalehi
Mai nissar tere kalam par
Mili youn to kisi ko zubaan naheen
Woh sukhan hay jisme sukhan na hoo
Wo bayaan hay jiska bayaan nahin
Salloo alaihe wa aalehi
Teray aage yoon hain dabe lache fu sahaa Arab ke barey barey
Koi janey monh mein zabaan naheen
Naheen balkeh jism me jaan naheen
Salloo alaihe wa aalehi
Sar e arsh par hay teree guzar dil e arsh par hai teri nazar
Malakoot o mulk main koi shai
Naheen woh jo tujh pay ayaan naheen
Salloo alaihe wa aalehi
Karoon terey naam pe jaan fida
Na bass ek jaan do jahaan fida
Do jahaan sey bhee naheen jee bhara
Karoon kia karroron jahaan naheen
Salloo alaihe wa aalehi
Sare la makan say talab hui sooye muntaha wo chalay nabi
Koi hadd hai unke urooj ki
Salloo alaihe wa aalehi
Terey arsh ki aql dang hay charkh pe aasman hay
Janay murad ab kidher haye tera makaan hay
Koi hadd hai unke urooj ki
Salloo alaihe wa aalehi
Poochte kya ho arsh par
Youn gaye Mustafa ke youn
Kaif kay par jahan jalen
Koi bataye kya ke youn
Sare la makan say talab hui
Sooye muntaha wo chalay nabi
Koi hadd hai unke urooj ki
(321)